Agar main dur ho jaon
To palkon ko jhapak daina
Agar ansu koi giraay
Samajh jana keh wo hoon main
Hathaili saamnay rakhna
Keh sab aansuu giraay us main
Jo ruk jaye ga hounto per
Samajh jana keh wo hoon main
Kabhi jo chand ko daikho
To tum yun muskura dena
Keh phirr baadal bhi aajayee
Samajh jana keh woh hoon main
Jo chal jayee hawa thandi
To ankhain band ker laina
Jo jhonka taiz ho ssab say
Samajh jana keh wo hoon main
Submitted By: Ahad
Similar SMS Messages:
- Hijr kay mausam main
- Tumhari Zulfon Main Kho Jaon
- Agar Ro kar Bhulaai Jaati Yaadein
- Zindagi me mujhe chhod na jana
- Tumhain Main Bhool Jaoon Ga
- Dil ki baat dil main mat rakhna
- bhool se agar koi
- Baat Dil Ki Bata Dena Addat Hai Mery
- Meri itni Duaa hai
- Wafa Ki Raah Mein
- Ulfat main kha’ay zakham jab say
- Tum zindgi main kafi aagay jao gay

May 14th, 2010 at 11:21 am
nice msg