aik dia dil main jalana bhi, bujha bhi daina,
Yaad karna bhi usey roo, bhula bhi daina,
Kia kahon yeh meri chahat hai k nafrat is ki,
Naam likhna bhi maira, likh k mita bhi daina,
Phir na milnay ko bicharta hon tuj say laikin,
Murr k daikhon to palatnay ki dua bhi karna,
Khat bhi likhna usay, mayoos bhi rahna us say,
Jurm karna bhi magar khud ko saza bhi daina,
Mujh ko rasmon ka takalluf bhi gawara laikin,
Jee main ayai to yeh diwar gira bhi daina,
Soorat-e-naqsh-e-qadatm, dasht main rehna,
Apnay honay say na honay ka pata bhi daina
Submitted by: Aryan
Similar SMS Messages:
- iss duniyaa ki bheed main
- Hum ne kisi ki yaad main rona
- Aasaman se taare toot sakte hai
- Akaila mehsos kero jub tanhai main
- Kisi se pyar karna buri baat nahin
- Kabhi to Dil se Dil ki baat hoghi
- aaj tumharey liye dil main pyar
- Zindagi ki rah main hum dono
- Ladki aur tea main saat qualities hain
- valentine ke din main khe do
- us ne kaha or dabao ,, main dabaya
- Akash ke taron main khoya hai

September 20th, 2007 at 2:04 am
hi