Be-karaan tanhaaiyun ka silsila reh jaayega
Terey merey darmiyaan bas ek khalaa reh jaayega
Aks beh jaayenge saarey dhoop ke sailaab mein
Aur koye paaniyoun mein jhaankta reh jaayega
Mujhko merey humsafar, aisa safar darpesh hai
Raasta kat bhi gaya tou faasila reh jaayega
Laug so jaayenge khaamushi ki chadar odh ker
Chaand sooney aanganoun mein jaagta reh jaayega
Submitted by: Salman Ali
Advertisement
Similar SMS Messages:
- Itna Mat Chaaho Use
- kitni mushkil se kati kal ki meri raat
- kitni mushkil se kati kal ki meri raat
- Aansu mein naa dhundhna hame
- Woh khuwab tha bhikher gaya
- jam nigahoen se pila gaya koi
- Zindagi ki chahat ka silsila
- Udaas ho rahy thay na tum?
- Dil ka veeranaa ho gaya lekin
- mein ban gaya us ki yad mey
- Tumhaara intezaar karte karte
- Ni tu challi gayi England

