Hamari kismet yeh thee kay hamsafar bhi hamein
Wohi milay jo bohut yaad aane vale thay,
Bhalaa gamon say kahaan haar jaanay vale thay,
Ham ansuon kee taran muskuraanay vale thay,
Hamiin nay kar diya ailaane –gumraahi varna,
Hamaaray peechhay bohut loag aanay vale thay,
Main jin ko jaan kay peh-chaan bhi nhi sakta,
Kuchh aisay loag mera ghar jalaane vaale thay,
Hamari kismet yeh thee kay hamsafar bhi hamein,
Wohi milay jo bohut yaad aane vale thay
Submitted By: Karan
Similar SMS Messages:
- Kisi ki chahat pe zinda rehne wale
- Kuch log bahut yaad aate hain
- Bhul hi gaye hame shayad aap
- Arz kya hai: Bahaar aane se
- Bahaar aane se pehle fiza aa gayi
- koi hum ko yaad kare ya na kare
- Hamain har pal un ki yaad ati hay
- Mere SMS Kay Aane Ki Khushi
- Apke aane se sab thik ho gaya
- Aaj bhi rote hai unki yaad main
- Yaad hai hum pehle kahan milay the
- koi hamein yaad to karta hai

April 24th, 2010 at 10:54 pm
hi some buddy r 4 me i m waiting