Phool aisa ho jo baag ko khushbu se bhar de
humsafar aisa ho jo andheron ko roshan kar de
dost aisa ho
jo zindagi ko khushi aur mobile ko SMS se bhar de
Submitteb by: Agarwal
Phool aisa ho jo baag ko khushbu se bhar de
humsafar aisa ho jo andheron ko roshan kar de
dost aisa ho
jo zindagi ko khushi aur mobile ko SMS se bhar de
Submitteb by: Agarwal
Is qadar hum aapko chahte hain
ki duniyaa wale jal jaate hain
yu to hum sabko ullu banate hain
par aap zara jaldi ban jate hain
Submitted by: Muskan
Kanjoosi ka National award diya jaye ga..
Aap ka naam sub se pehle liya jayega..
Ghalti se bhi sms na kerna..
Warna Award haath se nikal jayega..!
Submitted by: 2sunny 4saima
Wo bhi kya din the
jub hum haseenon ke gale mila karte the
ye un dinon ki baat hai
jub hum 2 saal ke hua karte the
Submitted by: Sauod
Intay dino se jalanay nahi aya
jalti hui aag ko bujhanay nahin aya
kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
ab rooth gai hoon to
ullu ka patha mananay bhi nahin aya
Submitted by: Preeti
Maine tujhe dekha
dekhta raha
dekhta hi gaya
phir
mujhe chashma lag gaya
Submitted by: Rani Mittal
Itna khobsurat kiasay muskura leti ho
itna qatel kaisay sharma leti ho
kitni asani say jaan leti ho
kisi nay sekhaya hai ya bachpun say hi stupid hoo
Submitted by: Safdar Hayyat
