Wo to is soch me sahil pe khara doob gia,
Kitna gehra tere darya ka kinara ho ga,
Wo mera ho k bhi mehroom raha mujhse Saqib,
Kia koi meri tarah jeet k hara ho ga…
Submitted By: Pawan
Wo to is soch me sahil pe khara doob gia,
Kitna gehra tere darya ka kinara ho ga,
Wo mera ho k bhi mehroom raha mujhse Saqib,
Kia koi meri tarah jeet k hara ho ga…
Submitted By: Pawan
Milne ki khushi hai ya bichadne ka gum,
Ankhon mein aansu hai ya udas hai ham,
Kaise kahain k kaisey hain ham,
Bas itna samaj lena k tum bin bohat akele hai ham
Submitted By: Sami
ye safar dosti ka kabhi khatam na hoga.
doston se pyar kabhi kum na hoga,
door reh kar b agar ate rahe SMS ap k,
humain kabhi bicharne ka gham na hoga
Submitted By: Sameer
Hichkion ka aana ye batata hy,
Koi humain yaad kar k khud ko rulata hay,
Dil nahi samajhta magar ye tu such hay,
Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai.
Submitted By: Haroon
Kismat do pal mein badal sakta he INSAN,
Per jo INSAN ko badal de wo kismat nahin hoti,
Apni kismat pe rota wohi shakhs hay jisko,
Sajdon me rone ki adat nahin hoti
Submitted By: Khalil
is kadar koi yaad aa rahein hai, jaise koi apni jaan liye jaaraha hai,
kaise samjao is pagal dil ko k o kisi our ki amanat hai ye jaan kar
bhi kambakt usise mohabbat kiye jaa raha hai.
submitted by: imtiyaz pasha
