Shayari SMS


Yaad mein teri aankhe bharta hai koi, har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi, maut to sachai hai aani hai, lekin teri judaai mein har roz marta hai koi….!

Hum ne kab tum se mulaaqat ka wada chaha
door reh kar bhi tumhe tum se ziada chaha
es bar shiddat se yad aein tum jab
tumhe sms na karney ka erada chaha

Submitted by: ZEE

apno ko meri shamtao pe yakin nahin,gairon ko meri wafao pe yakin
nahin, in sabse ubar ke banunga jab misal hoga mujhe inki khatao pe
yakin nahi.

Submitted by: AADI

Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi,
har waqt muskurane ki aadat nahi rahi,
ye soch ke ki koi manaane nahi aayega,
ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahi

Submitted by: Syed Ali Abbas

Us se milna hi nahin dil main tahaiya (Irada) kar lain
Woh khud aye to bohat sard rawaiya kar lain

Haseeno ne haseen banke gunah Kiya,
auronko to theek, humko bhi tabah kiya
pesh kiya gazhlon mein jab unki bewafaiee ko,
auron ne to theek unhone bhi WAH WAH kiya …

Suna hai ke us ko rubt hai kharab halon say, yehi baat hai to apne aap ko berbaad ker kay dekhtay hain.

dosti kaa yeh paigham aap kaay naam
zindagi ki her shaam aap kaay naam
iss safar mein hamsafar hai hum dono
iss dosti ko nibhana hai aap kaa kaam

kisi naay dil ko isqadar choo leya kay hum kisi aur ko choo naa sakay
hum tuu chaly taay dost banany aap tuu dil ki dharkan ban gaye…

tujay chanay walay kam naa hoon gaay
waqat kaay sath shahid hum naa hoongaay
chahay kisi ko kitna b pyar deyna
lekin teri yaadon kaay haqdar sierf hum hoon gaay

Subscribe

    Enter your email address:

     

Google Search

Advertise

Site Stats

    7,346 posts
    62 categories
    4,490 comments
    Most recent comment by amit