Her khwahish kii takmeel pey
lamhaa bharr ko raahat hootii hey
phir saamneyn naeyey
ik khwahish hootii hey
tasalsal tootta naheyn
barhey hii challa jaata hey
haath kahaan kuch aata hey
issi dour mein
issi fikr mein
gumm hoo jaatii heyn raahateyn apneyn
haazaaroon khwahisheyn apneyn
Submitted By: Ahmar
Similar SMS Messages:
- Dil dharak utha mera
- Mujhey tum sey mohabbat hey
- Unhe pyar karna nahi aata
- Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa
- Bas beqarari hai
- Hasrat hai apko sacha dost banane ki
- Sath nibhanay ka hosla to karay
- Tu Agar Pyar Kere Ga To
- Har waqt Yaad Aata Hai
- Teri Pehli Mulaqat
- Chahton ki dori
- Sath chalny ka wada kia tha

Subscribe