Katoon si chubhti hai Tanhai
Angaroon si sulagti hai Tanhai
Koi aa kar hum dono ko hunsa de
Main rota hoon rone lagti hai Tanhai
Jab bhi tere Hisar se nikalna chaha
Yaadoon k beej bone lagti hai Tanhai
Raat k kisi hise main yeh bhi Bewafa ho jati hai
Main nahi sota sone lagti hai Tanhai
Tum se judaa ho kar is se hi Dil laga lia hai
Mar sa jata hoon jab khone lagti hai Tanhai
Submitted by: Rida
Advertisement
Similar SMS Messages:
- Yadoon Sy Koi Raat Khali Nahi
- Tanhai main hum dil ko saza dete hain
- tamanna se nahi tanhai se darte hain
- Tu kya jaane kya hai tanhai
- Tu kya jaane kya hai tanhai
- Apni yaado se kehdo
- Jab Jab hume pyaas lagti hai
- Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai
- kubhi tu meera lagti hai kubhi tu
- Ladki aur tea main saat qualities hain
- tumari dosti ko bhul jaen
- Raat ko tumhe sone nahi denge


nazar ko nazra ki isharon ne maara
chaman ko chaman ki baharon ne maara.
yeh dil tha akela our ghum the hazaron
akele ko mil ke hazaron ne maara.
0505078792
nazar ko nazra ki isharon ne maara
chaman ko chaman ki baharon ne maara.
yeh dil tha akela our ghum the hazaron
akele ko mil ke hazaron ne maara.