Kaha tha tum say…mera intezaar na karna
dunya chahey jo kahey tum aitebar na karna
Aisa ho chuka hai kayee bar pehlay bhi
ab ki bar tum koi bhi sawal na karna
Din raat kat rahey hein ab to ussi k khyal mein
wo lamhein wo ratein,unko yaad bar bar na karna
Zindagi tanha hi sahi..kat rahi hai ab tak
kis nay keh diya tha mohabbat ka izhaar na karna
Submitted by: Haroon
Similar SMS Messages:
- Wafa ruswa nahi karna
- Wafa ruswa nahi karna…
- Unke honton pe mera naam
- apne hame yaad karna chor diya
- Kisi se pyar karna buri baat nahin
- Ek sapna-Kisi apne se milna
- Jo Pal pal chalti woh Zindagi
- DOST tum sa piyara nuhen hota
- koi hum ko yaad kare ya na kare
- Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein
- Hum ne kisi ki yaad main rona
- Unhe pyar karna nahi aata

Subscribe