apni dhun main rahta hun
main bhi tere jaisa hun
o pichli rut k sathi
ab k baras main tanha hun
teri gali main sara din
dukh k kankar chunta hun
mujh se ankh milaye kaun
main tera aina hun
mera diya jalaye kaun
main tera khali kamra hun
tu jiwan ki bhari gali
main jangal ka rasta hun
apni lahar hai apna rog
dariya hun aur pyasa hun
ati rut mujhe royegi
jati rut ka jhonka hun
Submitted By: Joyia
Similar SMS Messages:
- tum meri ankh k tewar na bhula paoge
- Bas beqarari hai
- Mujh ko MAIRI JAAN bulata hai koi
- Tu Paas Bhi Ho Tu Dil Beqaraar Apna Hai
- kaun hai jo mujh ko tassalli deta
- Guzerti hi nahi mujh se Zindagi tanha
- *~*BEAUTIFUL THOUGHTS*~*
- Meri Ankhoon Sai Kabhi Utroo Dil Main
- Meri Ankhoon Sai Kabhi Utroo Dil Main
- Zindagi ki udaas raahon per
- Chahaton ne kiya mujh pe aisa asar
- Tumhe apni ankhon mein basaya hai

Subscribe