Ramadan ka chaand nazar aanay k baad ye parhen

Category: Ramadan SMS


Jo shaksh ramdan ka chand nazar atay hi kam say kam
aik martaba aur ziada say ziada 3 martaba
surah fatah(Para 26) parhay ga
Tu Insh’ALLAH Saal Bhar Aman main Rahay Ga.

And below im posting the references
1: Jis waqt ramadan shareef ka chaand daikha jay tu surah fatah ko 3 baar parhnay say tamam saal rizq main farakhi rehti hai.
(Janati Zevar, Page 596)
2: Dushmano per fatah panay k liay is ko 21 martaba parhain, agar ramazan ka chaand daikh kar is k samnay parha jay tu Insh’ALLAH saal bhar aman rahay ga.
(Janati Zevar, Page 596)

Submitted By: aLI


Similar SMS Messages:

  1. ey chaand, tu bhi kiya ghazab
  2. Humne Chaand se pooha
  3. Naya Saal Mubarak Ho
  4. Teri Qurbat Mein Juki Si Nazar
  5. Ramadan ka chand
  6. Jo 11 Saal Jail Main Rahe
  7. Friendz are like a page in book
  8. Ramadan Wishes
  9. An Elephant meets an Ant
  10. Naya Saal Mubarak
  11. Tumharay jaanay k baad
  12. May this Ramadan bring joy


Copy and Paste the code below
Email and IM
Websites
Forums
Get This

Leave a Reply