Zindagi ki udaas raahon per
tu mili bhi ghari do pal ke liye
Main nazar utha kar tarap gaya
Tu nazer jhuka kar chali gayi
Wo waqt bara ajeeb tha aaya
Main zindagi key liye taras gaya
Teri rah mian taktaa reh gaya
Tu apni dhun main guzer gayi
Ye mohabat howi bhi to kesi howi
Main ek pal ko hi mila tum sey
Agley lamhey tu bichar gayi
Ek pal main so khuwaab jiya main
Aankh khuli to zindagi bikhar gayi
Wo nazrana bara ajeeb tha
Jab mian unmain uljha raha
Or tum nazer bacha kar guzar gayi
Dhoondh raha tha us pal tum main khud ko
ik tum be‘wafa thien jo muskura ker chalbasi …
Submitted By: Sahar
Similar SMS Messages:
- Zindagi jaise ek saza si ho gayi
- Bas beqarari hai
- Zindagi jaise ek saza si ho gayi hai
- Udaas ho rahy thay na tum?
- zindagi tumharay bagair guzzari hay
- Woh khuwab tha bhikher gaya
- Jo na mil saka wo bewafa
- Zindagi ek saza si ho gai
- Yeh zindagi hai safar
- aap jaisa koi meri zindagi main aaye
- Zindagi ek ehsaas hai
- ya dil pyar ke qabil na raha

August 22nd, 2009 at 10:57 pm
suna hai be chari chal basi afsoos howa ye jaan koi baat nahi naye dhoont lo